How to check oxygen level using mobile phone - Here is a Certified App

 Hello Guys Aap sab log oxygen check karne ke liye aksar google par ye search to karte honge ke How to check oxygen level using mobile phone aur ap logo ko kafi sare bakwas apps download recommend hote hai aur kafi log down karte honge lekin wo accurate nahi hote hai aur kafi sare log usse hi real samaj kar use karte hai aur age jaakar unko problems hoti hai.

Halake wo karbhi kya sakte hai oximeter kafi expensive hai aajke covid kaal me, Is article ke zariye mai aapko kafi sara knowledge dene wala hu jisse aapko bahot faiyda hone wala hai.

How to Check Oxygen level using mobile phone ?

Guys ye App kafi charcha me hai ke kya ye app Accurate results provide karti hai oxygen,heartbeat aur dusre diseases ka to mai aapko batadu ke jo mai app ab aapko batane wala hu us app ko agar aap use karenge to aapko 100% Accurate results milenge aur achi baat ye hai ke is app ko Clinically Certified me approve bhi kiya gaya hai iska matlab ke ye app 99.99% accurate hai use karne ke liye aur measuring karne ke liye.

How to download Oximeter App for Android ?

Guys aap sab ka Ek aur Technology Blog ke andar aap sab ka swagat hai,Friends Ye Application ka name hai Careplex Vitals aur is App ka size kuch 25-30 Mb ka hai joki bahot kam hai dekhajaye to, Is application ko use kaise karna hai iske bareme details me bhi samajte hai neche diye gaye video me aur mai kuch photos bhi provide karaunga is application ko kaise use karna hai iske related me.

Dosto abbhi kafi sare logo ko yaqeen nahi hoga ke aisa bhi koi app bansakta hai jisse oxygen aur heartbeat pata karsake ! Lekin ye bat sahi hai ke aisa mumkin hai Artificial Intelligence(AI) Ki madat se. Guys Technology bahot aage nikalchuki hai Aur aise aise gadgets taiyaar horahehai jo hum sooch bhi nahi sakte. Is Application ke trails bhi 1200+ Logo par kiya gaya hai aur mana jata hai ke 99% Results accurate aaye hai aur is app ko clinically certified bhi kiya gaya hai.

How to check oxygen level using mobile phone - App Details

Sabse pahle is app ko install karligiye aur uske baad uska interface open hoga apko sirf register karna hoga ( Kabhi over traffic ki waja se problem aasakti hai). Aur kafi sare knowledge bhi mai apne blog me provide karta hu.
how to check oxygen level using mobile

Jaise hi aap login karlenge uske baad aap ko kuch istariqe ka interface dikhega aapko simply 1st wale option ko choose karna hai aur 1st option sehi apka oxygen,heartbeat check hota hai.
how to check oxygen using mobile phone

Jaise uspar aap click karlenge to aapko kuch instructions dekhenge aapko ache se padhlena hai aur aage next ya proceed par click karna hai aur jaisa ke insteuctions me bataya jaiyeja ustariqe se apko finger place karna hai kyunke sensor se wo measure hota hai isi liye ache se place karna hai.
how to check oxygen using mobile phone

Agar aap ache tariqe se finger rakhenge to signal good bolkar batlayega ya phir poor phir uske andar readings hogi aur measuring hogi.
how to check oxygen using mobile

Ye steps complete hone ke baad apko apki measuring miljayeji aur accurate milgi chahe to aap Oximeter sebhi check kar sakte hai.
how to check oxygen using mobile phone

How to check oxygen level using mobile - Conclusion

how to check oxygen level using mobile

Conclusion How to check oxygen level using mobile phone

Guys apka ye question How to check oxygen level using mobile phone,How to check oxyen level without oximeter,How to check oxygen in mobile phone and How to check Heartbeat using mobile phone ka doubt clear hogaya hoga agar nahi hopaya to aap upar ka video bhi dekhsakte hai aur ye blog pasand aya to commet karsakte hai mujhe acha lage ga, Aur aap chahe to hamara YouTube Channel visit Karsakte hai, Thanks.


Post a Comment


Post a Comment (0)

Previous Post Next Post